Hoga Ya Hussain | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445

Kaisa Pyara Nara Hai Yeh Har Dil Ny Pukara Hai Yeh
Yeh Mola Yeh Hamara Hai Ya Mola Ya Hussain

Mery Mola
Sab Ny Dil Sy Mana Hai Yeh Sab Ny Jis Ko Pana Hai Yeh
Yeh Hum Sab Ka Khazana Hai Ya Mola Ya Hussain

Mola Hamara Jis K Dil Mein Bhi Rahy Ga
Hurr Ki Tarah Sy Us Ka Dill Bhi Yeh Kahay Ga
Tum Bay Misal Mola Tum La Zawal Mola
Har Dill Sy Aa Rahi Hai Mola Yeh Sada

Hoga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saaray Jahan Ke Lab Par Hoga Hoga Ya Hussain

Hota Tha Ya Hussain
Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahy Ga Ya Hussain

Hussain Ya Hussain Hussain Ya Hussain Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Teri Qurbani Mola Deti Hai Gawahi
Har Dil Py Ho Gi Mola Teri Badshahi
Tera Hi Naam Ho Ga Tera Paigham Ho Ga
Sab Ky Dilon Mein Ho Gi Zinda Karbala
Ghar Ghar Ho Ga Aap Ka Jab Ana Ya Hussain
Saray Jahan Ke Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Hoga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saray Jahan Ke Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain
Wallah Deen Ast Hussian, Deen Panah Ast Hussain

Hoga Ya Hussain, Hoga, Hoga Ya Hussain

Aisa Hai Aisa Mery Mola Ka Gharana
Rab Ny Banaya Jis Ki Khatir Yeh Zamana
Syed Sultan Ka Ghar, Kull E Emaan Ka Ghar
Nokar Hai Jis Ky Ghar Ka Sara Yeh Jahaan
Samjhen Gy Jab Ap Ka Gharana Ya Hussain
Saray Jahan Ke Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Hoga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saray Jahan Ke Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Hota Tha Ya Hussain
Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahy Ga Ya Hussain

Hussain Ya Hussain, Hussain Ya Hussain, Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Jo Na Kiya Kisi Ny Tum Nay Kar Dikhaya
Raah E Khuda Mein Mola Ghar Ka Ghar Lutaya
Tum Par Salam Mola Har Subh O Sham Mola
Tum Sa Nahi Hai Mola Koi Doosra
Hoga Har Insan Jab Tumhara Ya Hussain
Saray Jahan Ke Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Hoga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saray Jahan Ke Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain
Wallah Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain

Hoga Ya Hussain, Hoga, Hoga Ya Hussain

Aa Dekh Zara Yeh Karbobala Kya Noor Khuda Ka Bikhra Hai
Hairan Karoran Ankhen Hain Har Samt Hussain Ka Jalwa Hai
Kal Jalta Hua Ek Sehra Tha Ab Jannat Ka Ek Tukra Hai
Kal Pak Hussain Akela Tha Ab Us K Sath Zamana Hai
Jo Beet Gaya Jo Aye Ga, Har Daor Tumhara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain, Ham Sab Ka Hai Nara Ya Hussain

Hoga Ya Hussain Hoga Hoga Ya Hussain

Jari Tha Jari Hai Aur Jari Hi Rahy Ga
Har Gham Py Gham Tumhara Bhari Hi Rahy Ga
Tum Par Qurban Mola Hum Sab Ki Jan Mola
Tum Hi Raho Gy Mola Seenon Mein Sada
Dill Jab Hoga Ap Ka Thikana Ya Hussain
Saray Jahan Ky Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Hoga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saray Jahan Ke Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Hota Tha Ya Hussain
Hota Hai Ya Hussian
Hota Rahay Ga Ya Hussain

Hussain Ya Hussain, Hussain Ya Hussain, Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Jab Bhi Ayen Gy Mola Imam E Zamana
Un Ky Labon Py Ho Ga Noha Karbala Ka
Har Dil Bedar Ho Ga, Sheh Ka Zawar Ho Ga
Sari Duniya Mein Hoga Zikr E Karbala
Matam Ho Ga Ap Ka Phir Aisa Ya Hussain
Saray Jahan Ke Lab Par Ho Ga, Ho Ga Ya Hussain

Hoga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saray Jahan Ke Lab Par Ho Ga, Ho Ga Ya Hussain

Hota Tha Ya Hussain
Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahay Ga Ya Hussain Ya Hussain

Hussain Ya Hussain, Hussain Ya Hussain, Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Shabbir Ky Jaisa Duniya Mein Na Aya Tha Na Aye Ga
Allah Sy Aisa Ishq Bhala Ab Kar Ky Kon Dikhaye Ga
Quran Shah E Wala Ki Tarah Naizay Par Kon Sunaye Ga
Ab Karbobala Jaisi Basti Na Koi Aur Basaye Ga

Ya Shah E Zaman Ay Zakhmi Badan
Tera Deen Bhi Tu Bhi Sacha Hai
Tu Zinda Hai Painda Hai
Yeh Sara Zamana Kehta Hai

Har Dill Ny Pukara Ya Hussain
Har Ankh Ka Tara Ya Hussain
Har Qaom Ka Nara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain
Mola Hai Hamara Ya Hussain

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *