Hassan Sadiq | Na Pathar Maro Hai Main Zainab Ho | 2003

 

Naa pathar maaro mein zainab hu

(Na maaro na maaro naa naa maaro) x2

(Na pathar maro mein zainab hu) x2

(Na maaro na maaro naa naa maaro) x2

Mein bewatan mein berida bhai mera maara gaya, Baba ali maa sayyada karte ho kyo mujh pe jafaa

(Na pathar maro mein zainab hu) x2

Mehmaan bula kar lut liya kaata hai mere bhai ka galaa, Be gaur-o-kafan hai fauj-e-khuda ay ehle sitam ay ehle jafaa’ (Mein zainab-e-hasta jigar jalti zameen par hai safar) x2 Bahi ki ho mein nauha gar kyo na kaho sar peet kar

(Na pathar maro mein zainab hu) x2

Aayee thi bhara ghar lekar mein tumne woh bhara ghar loot liya, Looti hai ridaye bhi sar se say rooz hame paani na diya (Khoon se bhara hai pehrahan zakhmi hai pehle se badan) x2 Ho thi seene mein dukhan mein ho waqaar-e-panjetan

(Na pathar maro mein zainab hu) x2

Kaanto pe chalaate ho hamko bejurm sataate ho hamko, Dikhlake azeezo ke lashe tumlogh rulate ho hamko (Mein dukhtar-e-sher-e-khuda nana mera hai mustafa) x2 Cheeni hai kyon meri ridah tumko khuda ka waasta

(Na pathar maro mein zainab hu) x2

Mehmaan bula kar lut liya kaata hai mere bhai ka galaa, Be gaur-o-kafan hai fauj-e-khuda ay ehle sitam ay ehle jafaa’ (Mein zainab-e-hasta jigar jalti zameen par hai safar) x2 Bahi ki ho mein nauha gar kyo na kaho sar peet kar

(Na pathar maro mein zainab hu) x2

Taurao na ootho ko aise bachon pe zara kuch rehm karo, Maaon ke dilo ke ai zaalim is zulm-o-sitam tukde na karo (Karte ho kyo ham pe sitam ghut ne lagaa bacho ka damm) x2 Ham sab nabi ke hai haram tumko mohammad ki kasam

(Na pathar maro mein zainab hu) x2

Na maaro na maaro na na maaro

(Na pathar maro mein zainab hu) x2

 

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *