Farshmy aza bicha hai matam hai marsiya ha
har ek ahly giya is gham me ro raha ha
hai apna jeena marna karbobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbala ke gham me
Matam hai ek barpa x2 karbobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbobala ke gham me
Farshmy aza bicha hai matam hai marsiya ha
har ek ahly giya is gham me ro raha ha
hai apna jeena marna karbobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbobala ke gham me
hasil hai ye saholat karbobala ke dam say
karta ha door gham ko dunia ke dardo gham say
hai ijaaz ye bhe daikha x2 karbobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbobala ke gham me
zainab sa ki dilo jaan ha bay rahmiyo ki zaad per
ibn e hassan as ka lasha pamaliyo ki zaad per
mahshar hai ek aza ka x2 karbobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbobala ke gham me
is dil say dain gay pursa akbar as ka shah e deen ko
ye gham hai bht gahra akbar as ka shah e deen ko
La day koi dilasa x2 karbobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbobala ke gham me
jity sitam howay han haider as ke khandan per
ek hashar hai zameen per mahshar ha asman per
parhta ha waqat noha x2 karbobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbobala ke gham me
un ka bhe nasab bahir abid ka rawaya ha
maqtal me aseeri ha or shukr ka sajda ha
roshan diya ye rakhna x2 karbobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbobala ke gham me
ro ro ke had bandi ada me ho rahi ha
maqtal me lash sarwar tanha pari hoi ha
shamil ha ye bhe sadma x2 karbobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbobala ke gham me
iza bhe kohy gham bhe mashkizay ka wo chidna
abbas as per sitam bhe mashkizay ka wo chidna
ye dard hai anokha x2 karbobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbobala ke gham me
bakhsish ka kar de samaa asid ke is sukhan ko
daood ka asar dy safdar ke tu lahan ko
is sal hai ye noha x2 kabobala ke gham me
Girya kunaa hai zahra as karbobala ke gham me
Comment