New Manqabat Ghous Pak | Hafiz Tahir Qadri | 2019

Mushkil pade to yaad karo dastagir ko..
Bagdaad wale hazrat-e-pirane pir ko…
Ya gaus al-madat.. Ya gaus al-madat..

Ya jilani sayallilah….  Ya jilani sayallilah….

Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka..
Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka…

Ya sahe jila karam hai tera…

Mere gyarvi wale pir….     Gaus-e-aazam dastagir..
Tere dar ka mai fakir….     Gaus-e-aazam dastagir..
Tera rutba be nazir…….     Gaus-e-aazam dastagir..
Mere chamkadi takdeer..  Gaus-e-aazam dastagir..

Hamari laaj kiske haat hai.. bagdaad wale ke..
Musibat taal dena kaam kiska..  Gaus-e-aazam ka..

Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka..
Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka…

 
Mohammad ka rasoolo me hai jaise martaba aala..
Hai afzal awliya me yunhi rutba.. Gaus-e-aazam ka..
 

Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka..
Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka…

Janab-e-gaus dula aur barati auliya honge..
Maza dikhlaega mahesar me sahera.. Gause aazam ka..

Niga dega muradi hasr me yun qadriyon ko….
Kidar hai qadri kar le nazara… Gause aazam ka

Mukhalif kya kare mere ke hai behad karam mujhpar…
Khuda ka rahmatullilaalamin ka… Gause aazam ka..

Mere gyarvi wale pir….     Gaus-e-aazam dastagir..
Tere dar ka mai fakir….     Gaus-e-aazam dastagir..
Tera rutba be nazir…….     Gaus-e-aazam dastagir..
Mere chamkadi takdeer..  Gaus-e-aazam dastagir..

 

Jamile qadri sau jaan se kurbaan murshid par…
Banaya jisne mujh jaise ko banda gause aazam ka..

Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka..
Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka…

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *