Baccha bhi bole Nabi Nabi
Budha bhi bole Nabi Nabi
Taqat hi Taqat Nabi Nabi
Quwwat hi Quwwat Nabi Nabi
Maidan Badar Aur Khandak mein
Gazwa-e-Ahod ke Lashkar mein
Ye Sare Sahaba kehte the
Jeene ka Sahar Nabi Nabi
Mein Mar jaun to Nabi Nabi
Mere Kafan pe likhna Nabi Nabi
Meri Qabar pe likhna Nabi Nabi
Mehshar mein bolu Nabi Nabi
Ho Meri Shafa’at Nabi Nabi
Mizane Amal pe Nabi Nabi
Jab Pul se guzrun Nabi Nabi
To Paar Laga de Nabi Nabi
Fir Jhum ke bolun Nabi Nabi
Jannat mein challaun Nabi Nabi
Mustafa ki sab se unchi shan hai
Mera Nabi Mera Iman hai
Mere Siddiko Umar Usman Ali
Charon hi Haq par hein Yaarane Nabi
Chaar Yaron ka yahi Naara raha
Mera to sab kuchh hai bas Mera Nabi
Har Sahabi ka yahi aelan hai
Mera Nabi Mera Iman hai
Mustafa ki Aankh ka Taara Ali
Jaanon Dil se hai Hamein Pyara Ali
Ahle Haq ki Mehfilon mein aaj bhi
Gunjta hai Har Taraf Naara Ali
Murtaza to Mustafa ki Jaan hai
Mera Nabi Mera Iman hai
Mustafa ki sab se unchi shan hai
Mera Nabi Mera Iman hai
Aankh se Ashke Wafa behte rahe
Zalimon ke Zulm bhi sehte rahe
Mustafa ke Ishk mein Hazrat Bilal
Ya Nabi Ya Mustafa kehte rahe
Ye Bilali Ishk ka Farman hai
Mera Nabi Mera Iman hai
Mera Nabi Mera Iman haiKhwabe Aasare Tarah ki Todiye
Chand per Jaane ki Baatrin chhodiye
Chand Jinke Ek Ishare par chale
Us Nabi se Apna Rishta Jodiye
Chand bhi Is Chand par Qurban hai
Mera Nabi Mera Iman haiMaa ne Bachpan mein Hamein sikhla diya
Aaqa ki Sunnat kabhi na chhodna
Koi Gham ho kese bhi halat hon
Barwih o Gyarwih na chhodna
Inke Sadke Zindagi aasan hai
Mera Nabi Mera Iman hai
Comment