Gali Gali Saj Gai
Shehar Shehar Saj Gaya
Gali Gali Saj Gai
Shehar Shehar Saj Gaya
Aaye Nabi Piyare Nabi Mera Bhi Ghar Sajh Gaya
Mustafa Se Piyar Hai
Dil Se Ye Iqrar Hai
Har Koi Milad-E-Nabi Karne Ko Tayyar Hai
Duniya Me Jahan Bhi Rahen Abaad Rahen Ge
Duniya Me Jahan Bhi Rahen Abaad Rahen Ge
Jo Amna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Jo Amna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Milad Karen Ge
Milad Karen Ge
Milad Karen Ge
Milad Karen Ge
Jhande Lagao
Jhande Lagao Khushiyan Manao
Jhande Lagao Khushiyan Manao
Karke Charaghan
Karke Charaghan Khushiyan Manao
Aashiq Ne Madni Lighton Se Ghar Jagh Magah Dia
Ye Jashan Zaruri He Sab Hi Ko Bata Dia
Hunkir Ye Tara Bughhuz He Milad E Nabi Se
Hunkir Ye Tara Bughhuz He Milad E Nabi Se
Jo Sara Saal Jalta Tha Wo Bhi Bujha Dia
Gali Gali Saj Gai
Shehar Shehar Saj Gaya
Aaye Nabi Piyare Nabi Mera Bhi Ghar Sajh Gaya
Duniya Me Jahan Bhi Rahen Abaad Rahen Ge
Jo Aamna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Jo Aamna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Milad Karen Ge Milad Karen Ge
Milad Karen Ge Milad Karen Ge
Kaabe Ke Badrudduja Tum Pe Karoron Durood
Taiba Ke Shams O Duha Tum Pe Karoron Durood
Shafa’e Roze Jazaa Tum Pe Karoron Durood
Daafa’e Jumla Balaa Tum Pe Karoron Durood
Or Koi Ghaib Kia Tumse Nihaa(N) Ho Bhala
Jab Na Khuda Hi Chupa Tum Pe Karoron Durood
Kaam Wo Le Lijiye Jo Tum Ko Jo Raazi Kare
Bheek Wo Naam-E-Raza Tum Pe Karoron Durood
Sarkaar Ke Milad Pe Kyun Aitraaz Hai
Ye Baat Khushi Ki Hai Or Tu Naraz Hai
Lagta Hai Teri Daal Me Kala Zarur Hai
Lagta Hai Teri Daal Me Kala Zarur Hai
Milad Manane Pe Humein Dil Se Naaz Hai
Duniya Me Jahan Bhi Rahen Abaad Rahen Ge
Jo Aamna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Jo Aamna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Milad Karen Ge
Sarkaar Aye Dildar Aye
Manthar Aye Mere Lajpal Aye
Sarkaar Aye Dildar Aye
Manthar Aye Mere Lajpal Aye
Quraan Ke Bataye Hue Raste Pe Rahen Ge
Ashaab E Muhammad (S.A.W) Ke Tareeke Pe Chalen Ge
Mumkin Hi Nahi Kum Ho Kabhi Piyaar Ke Jazbe
Mumkin Hi Nahi Kum Ho Kabhi Piyaar Ke Jazbe
Milad-E-Nabi Pehle Se Bhi Ziyada Karen Ge
Duniya Me Jahan Bhi Rahen Abaad Rahen Ge
Abaad Rahen Ge
Jo Aamna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Jo Aamna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Milad Karen Ge Milad Karen Ge
Milad Karen Ge Milad Karen Ge
Shaan E Rasool E Paak Sunaate Hi Rahen Ge
Lab Pe Durood Paak Sajaate Hi Rahen Ge
Jo Maante Nahi Hai Humein Unse Gharz Kia
Jo Maante Nahi Hai Humein Unse Gharz Kia
Hum Log To Milad Manaate Hi Rahen Ge
Gali Gali Saj Gai
Shehar Shehar Saj Gaya
Aaye Nabi Piyare Nabi Mera Bhi Ghar Sajh Gaya
Duniya Me Jahan Bhi Rahen Abaad Rahen Ge
Abaad Rahen Ge
Jo Aamna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Jo Aamna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Milad Karen Ge Milad Karen Ge Milad Karen Ge Milad Karen Ge
Pur Noor Hai Zamana Subh E Shab E Wiladat
Pardah Utha Hai Kiska Subh E Shab E Wiladat
Aati Nayi Hukumat Sikka Naya Chale Ga
Aalam Ne Rang Badla Subh E Shab E Wiladat
Dil Jagh Magah Rahe Hain Qismat Chamak Uthi Hai
Phela Naya Ujaala Subh E Shab E Wiladat
Ye Bigre Huwe Log Sudhar Kyun Nahi Jate
Usshaaq Samandar Me Utar Kyun Nahi Jate
Ghustakhon Ki Karte Hain Yahan Jo Bhi Himayat
Ghustakhon Ki Karte Hain Yahan Jo Bhi Himayat
Sarkaar Ke Ghaddaar Hain Ye Mar Kyun Nahi Jaate
Duniya Me Jahan Bhi Rahen Abaad Rahen Ge
Abaad Rahen Ge
Jo Aamna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Jo Aamna Ke Laal Ka Milad Karen Ge
Milad Karen Ge Milad Karen Ge Milad Karen Ge Milad Karen Ge
Sarkaar Aye Dildar Aye
Manthar Aye Mere Lajpal Aye
Sarkaar Aye Dildar Aye
Manthar Aye Mere Lajpal Aye
Khud Apne Hi Hathon Se Yun Taqdeer Jagalo
Halaat Sawar Jaen Ge Jhandon Ko Uthalo
Emaan Hai Or Khair Hai Milad Ujagar
Emaan Hai Or Khair Hai Milad Ujagar
Kyun Bethe Ho Sarkaar (S.A.W) Ka Milad Manalo
Gali Gali Saj Gai
Shehar Shehar Saj Gaya
Aaye Nabi Piyare Nabi Mera Bhi Ghar Sajh Gaya
Mustafa Se Piyar Hai Dil Se Ye Iqrar Hai

Comment