Kursi par koi bhi baithe | Hafiz Tahir Qadri | Naat Lyrics | 2017

Uske karam ke sab hai bhikari
Uske karam ke sab hai bhikari
Kya raja maharaja hai
Kya raja maharaja hai
Uske karam ke sab hai bhikari kya raja maharaja hai
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai

Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Haidar ka laadla hai wo Zahra ka laal hai
Beshak mera Moin Muhammad ki aal hai
Beshak mera Moin Muhammad ki aal hai
Deewano ko kis baat ka aakhir malaal hai

Raja ko apni parja ka pura khayaal hai

Moinuddin…
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Har aankh chahati hai ziyaarat Moin ki
Har dil me bas gayi hai mohabbat Moin ki

Is sar zameene hind ke shaaho ne keh diya

Mehshar talak rahegi huqumat Moin ki

Moinuddin…
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Ha gareebo ki sadao ne bulaya hai tujhe
Hind ka Shaha Muhammad ne banaya hai tujhe

Kaise aayega koi harf huqumat pe teri
Kaise aayega koi harf huqumat pe teri
Panjatane Paak ne kursi pe bithaya hai tujhe

Moinuddin…
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Pyaara hai Hasnain ka beshak Nabi ki aal hai
Sanjar wala Peer mera Sayyada ka laal hai

Mast mastan har haal me khushaal hai
Mast mastan har haal me khushaal hai
Chistiya daaman jo pakde woh maala maal hai

moinuddin…
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Tu dar badar ki thokre ek baar kha ke dekh
Milta hai kya kisi se zaraa aazmaa ke dekh

Tu jin se mil raha hai ye saare ghulam hai

Raja ko dekhna hai to ajmer jaake dekh

Moinuddin…
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Dar e Khwaja pe sawali ko khada rehne do
Sar nadamat se juka hai toh juka rehne do
Mujko mil jaaye ga sadka mai chala jaunga
Kasa e Dil mera kadmo me pada rehne do
Khud hi farmayenge mujrim pe woh rehmat ki nazar

Mujko Khwaja ki adalat me pada rehne do

Moinuddin…
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Kursi par koi bhi baithe raja to mera Khwaja hai
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja
Saare hind ka hai raja mera Khwaja maharaja

Khwaja Khwaja Khwaja Piya Khwaja Khwaja Khwaja Piya Khwaja Khwaja Khwaja Piya
Khwaja Piya Khwaja Piya Khwaja Piya.

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *