ALI ALI as ka wird pakawan momin ki pahchan x2
umat ne pak Nabi saw ne logo ye ilan
ALI ALI as ka wird pakawan momin ki pahchan
waliyon ka sultan a nabiyo ki jind jaan ALi as a
is ki muwadat hai momin ALLAH ka ahsan
ALI ALI as ka wird pakawan momin ki pahchan
ohad badar ya khandak ya khabar har maidan ki ye jag haider
zarb ek saqlain say bhari hai nabwi farman
ALI ALI as ka wird pakawan momin ki pahchan
kul ka kul iman ALi as ha or shere yazdan ali as ha
nara mary peer ali ka naslon ki pahchan
ALI ALI as ka wird pakawan momin ki pahchan
Comment