Haq Chaar Yaar | Hafiz Tahir Qadri | Naats | 2019

 

Haq char yaar… Haq char yaar…
Haq char yaar… Haq char yaar…Salak ka tajdar..       Wafa ka pahredaar..
Saka ka alamdaar..  Aur haidare karraar..
Jinko hai inse pyar.. Wo milke bole yaar…

 

Sahaba sahaba hamare sahaba…
Nabi chand hai aur sitare shahaba..

Abubakar o farooq o usam o haidar..
Yehi charo hai sari ummat ke rahbar
Bane din-e-haq ke sahare sahaba..
Nabi chand hai aur sitare shahaba..

Haq char yaar… Haq char yaar…
Haq char yaar… Haq char yaar…
………………………………………………………………………………….

Salare sahaba wo pahela khalifa..
Sarkaar ka pyara siddiqe hamara…

Duniya e sadakat me tera naam rahega..
Siddique tere naam se isalam rahega..

Mustafa ka humsafar..     abu-bakar…
Gali gali nagar nagar..     abu-bakar…
Lutaya jisne apna ghar..  abu-bakar…
Nahi hai jisko koi dhar..  abu-bakar…
Hai charche jiske arsh par.. abu-bakar…
Lage ga nara farsh par…  abu-bakar…

Dua e mustafa hai hazrat e umar..
Khalifa dushra hai hazrat e umar.

Hazrat e umar umar..

Haq ki hai talwaar..  Umar umar umar
Batil pe hai yalwaar.. Umar umar umar
Wafa ka aalamdaar.. Umar umar umar
Nabi ka pahredaar.. Umar umar umar
Haidar ko jisse pyar.. Umar umar umar
Nabi ka saccha yaar.. Umar umar umar

Umar wo hukmara hai ke..
Zamana abbhi kahta hai..
Jo haakim ho to aesa ho..
Hukumat ho to aesi ho..

Dua e mustafa hai hazrat e umar..

Khalifa dushra hai hazrat e umar.

 
Allah se kya pyar hai usman e gani ka.
Mahboob e khuda yaar hai usmane gani ka.
Garmi pe ye bazar hai usmane gai ka..
Allah kharid daar hai usmane gani ka..
 
Panj nara panjatani sa lakh nara hydari..
Ya ali… Ya ali…
 
Hydare maula ali ali.. Ali ali maula..
 
Meri jaan ali..         hydar..
Imaan ali…              hydar..
Pahechan ali..          hydar..
Hai meri shaan ali.. hydar..
 
Naame ali jo aagaya meri zabaan par..
Jibreel mush-kurane lage ashmaan par..
Munkir ki kya majal mere ghar me aagose..
Naam-e-ali jo likha hai mere makaan par…
 
Hyadar… Hyadar…  Hyadar… Hyadar… Hyadar…

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *