Ghum Ho Gaye Be Shumar Aaqa | Muhammad Owais Raza Qadri | 2016

 

Gham hogaye be shumar aaqa
banda tere nisar aqa

bigra jata hai khel mera
aqa aqa sanwar aqa

majboor hai ham to fikr kia hai
tum ko to hai iqtiyaar aaqa

mai dur hoo tum to ho mere paas
Sun lo meri pukaar aqa

mujh sa koi gham zada na hoga
tum sa koi gham gusar aqa

manjhdaar pe aake naw tuti
de haat ke hoo mai paar aqa

halka hai agar hamara palla
bhari hai tera viquar aqa

tuthi jaati hai pith meri
lillah ye boj utar aqa

jis ki marzi khuda na taali
mera hai wo namodar aqa

kiya bhul hai inke hote kaha laiq duniya ke ye tajidaar aqa un ke adni gadha pe mit jaye aise aise haazar aqa itni rahmat RAZA pe karlo la yaqrubu hul bawar aqa

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *