Ali Safdar | Mere Baba Ne Mera Nam Sakina s.a Rakha | Noha 2018-19. [HD]

 

Mujh ko manga tha duaon me namaz e shab ki

hon imamat ki tarhan khas ata main rab ki

mujh say mansoob rajab ka mahina rakha

mere baba ne mera name sakina sa rakha

 

mujh say mansoob rajab ka mahina rakha

mere baba ne mera name sakina sa rakha

 

Door baba say ho kar kabhi na so pati thi

baap ke seenay pay aksar mujy nend ati thi x2

deen bachany ke liye taiq seena rakha

 

 

mere baba ne mera name sakina sa rakha

 

 

mujh ko darbar bula kar dakhty han

is say pahly na kisi gair ne daikha mujh ko x2

kamsine say hee hijaab apna kareema rakha

 

mere baba ne mera name sakina sa rakha

 

phopo zainab sa ki khitab e suni mari sun lo

dil mera phat ta ha baba ka mujy sar dy do x2

dast me muhar imamat ka nageena rakha

 

mere baba ne mera name sakina sa rakha

 

gar bulon baba ko to sar a jaye

main udhr ja nai sakti wo idhr a jaye x2

mujy me ajaaz imamt ka khazeena rakha

 

mere baba ne mera name sakina sa rakha

 

 

ro ke bachi nazar shabir as pay ki

asman kanp utha sun kar ye faryaad us ki x2

pak baba kis wasty jeena rakha

 

mere baba ne mera name sakina sa rakha

 

 

sun ke faryaad sakina sa ki shar e shah ne kaha

ku na aon ga mari jan tu jhooli phaila x2

tari kismat me na dobra madina rakha

 

 

mere baba ne mera name sakina sa rakha

 

akhrat me hoi magfoor jo rooh e akbar

jab achnak ye sada ai parhye gy safdar x2

mere baba ne mera name sakina sa rakha

 

 

mere baba ne mera name sakina sa rakha

Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *