Ghazi Abbas Maula Abbas..(4)
ghaazi abbas sa duniya me alamdar nahi..(4)
jis tarah misle koi haider-e-qarrar nahi
ghaazi abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)
1. haibat-e-shere ilaahi hai jalaale abbas
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
haibat-e-shere ilaahi hai jalaale abbas
laal haider ka hai ye logo ghair-e-farrar nahi
jis tarah misle koi haider-e-qarrar nahi
ghaazi abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)
2. karke qabza yu nahar pe yehi bole abbas
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
karke qabza yu nahar pe yehi bole abbas
bund paani ki bhi logo hame darkaar nahi
jis tarah misle koi haider-e-qarrar nahi
ghaazi abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)
3. khanjar-o-teer-o-tabar me hai jo tanha sarwar
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
khanjar-o-teer-o-tabar me hai jo tanha sarwar
haye afsos ke ab fauj ka salaar nahi
jis tarah misle koi haider-e-qarrar nahi
ghaazi abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)
4. Laasha akbar ka uthate hai shahe karbobala
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Laasha akbar ka uthate hai shahe karbobala
koi pardes me ab munis-o-ghamkhwar nahi
jis tarah misle koi haider-e-qarrar nahi
ghaazi abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)
5. Jalte khaimo se pukari ye janabe zainab
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Jalte khaimo se pukari ye janabe zainab
paas mere haye ab koi madadgaar nahi
jis tarah misle koi haider-e-qarrar nahi
ghaazi abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)
6. Karke qabza yu nahar pe yahi bole abbas
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Karke qabza yu nahar pe yahi bole abbas
boon paani ki bhi logo hame darkaar nahi
jis tarah misle koi haider-e-qarrar nahi
ghaazi abbas sa duniya me alamdar nahi..(2)
7. Yaade abbas me roti hai sakina irfaa
Ghazi Abbas Maula Abbas..Ghazi Abbas
Yaade abbas me roti hai sakina irfaa
aaj masuma ko zindaan me qaraar nahi

Comment