kerbala walon kii zindaan se rihaai ho gai x4
tarbat baali sukin se judaai ho gai
is kadar mari tamache hain shumar badakaar ne
hashr tak wo mout baba kii rulaai so gai
tarbat baali sukin se judaai ho gai
kerbala walon kii zindaan …
mominu munh ko chupa lo noch dalo sir ke bal
sir birhan dashit main zahara kii jaai ho gai
tarbat baali sukin se judaai ho gai
kerbala walon kii zindaan …
masal pholon kii chune the laash ke tukde haseen
is kadar pamal zahraa kii kamai hogai
tarbat baali sukin se judaai ho gai
kerbala walon kii zindaan …
asgar maasoom kaa wo muskuraana mout par
hashr tak sharminda dariya kii tarai ho gi
tarbat baali sukin se judaai ho gai
kerbala walon kii zindaan …
sir kataa gulzaar jab mushkil kusha ke lal kaa
taa qayamat den kii mushkil kushai ho gai
tarbat baali sukin se judaai ho gai
kerbala walon kii zindaan …
Comment